SEARCH RESULTS
Showing search results for "saGiir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saGiir"
Sher
zamaane bhar se ulajhte hai.n jis kii jaanib se
akele-pan me.n use ham bhii kyaa nahii.n kahte
Sagheer Malal
Ghazal
kisii insaan ko apnaa nahii.n rahne dete
shahr aise hai.n ki tanhaa nahii.n rahne dete
Sagheer Malal
Sher
zaKHm itne hai.n badan par ki kahii.n dard nahii.n
ham bhii pathraav me.n patthar ke hu.e jaate hai.n
Ahmad Sagheer Siddiqui
PAGE MATCHES FOR "saGiir"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "saGiir"
Ghazal
baraa.e naam sahii saa.ebaa.n zaruurii hai
zamiin ke liye ik aasmaa.n zaruurii hai
Sagheer Malal
Sher
zaruurat us kii hame.n hai magar ye dhyaan rahe
kahaa.n vo Gair-zaruurii kahaa.n zaruurii hai
Sagheer Malal
Sher
Ahmad Sagheer Siddiqui
Sher
ta.ajjub un ko hai kyuu.n merii KHud-kalaamii par
har aadmii kaa ko.ii raaz-daa.n zaruurii hai
Sagheer Malal
Ghazal
jise sunaa.oge pahle hii sun chukaa hogaa
mujhe yaqiin hai ye aisaa vaaqi.a hogaa
Sagheer Malal
Ghazal
na jaane kyuu.n sadaa hotaa hai ek saa anjaam
ham ek sii to kahaanii sadaa nahii.n kahte