SEARCH RESULTS
Showing search results for "saamaan-e-tarab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saamaan-e-tarab"
Ghazal
hai ab bhii vaqt sa.nbhal jaa.o ai 'tarab' varna
zamaana tum ko na rakh de kahii.n fanaa karke
Tarab Siddiqi
Ghazal
kyaa Gam hai agar be-sar-o-saamaan bahut hai.n
is shahr me.n kirdaar ke dhanvaan bahut hai.n
Tarab Siddiqi
Ghazal
'tarab' jaada-paimaa-e-ulfat jahaa.n me.n
kahaa.n raah ke pech-o-KHam dekhte hai.n
Tarab Siddiqi
Ghazal
'tarab' saahab kahaa.n bazm-e-suKHan me.n
Gazal kahnaa tumhe.n bhii aa gayaa kyaa
Tarab Siddiqi
MORE MATCHES FOR "saamaan-e-tarab"
Ghazal
kitnii hii labrez ho husn-e-ma.aanii se 'tarab'
un ke andaaz-e-taKHaatub ko tavaalat khaa ga.ii
Tarab Siddiqi
Ghazal
Tarab Siddiqi
Ghazal
ye eqtidaar ke bhuuko.n se puuchhnaa hai 'tarab'
tumhaare dam se vatan zer-e-baar hai ki nahii.n
Tarab Siddiqi
Ghazal
Tarab Siddiqi
Ghazal
Gurbat ne kii hai is tarah taz.iin-e-zindagii
lagte hai.n shaahkaar har ik pairahan me.n ham
Tarab Siddiqi
Ghazal
kaliim-e-tuur ne dekhaa thaa ai 'tarab' jis ko
usii hasii.n kaa zamaana shikaar hai shaayad
Ishrat Jahan Tarab
Ghazal
Ishrat Jahan Tarab
Ghazal
bahaar-e-aalam-e-faanii se dil lagaa ke 'tarab'
mataa.a-e-jalva-e-husn-e-nigaar kho baiThii