SEARCH RESULTS
Showing search results for "saamaan-e-tarab"
Nazm MATCHES FOR "saamaan-e-tarab"
Nazm
dua
mahfil-e-‘aish na saamaan-e-tarab maa.ngaa hai
chaa.ndnii raat na ghanghor ghaTaa maa.ngii hai
Kaleem Aajiz
Nazm
aaj ke din
kaun sii bazm hai jis me.n nahii.n saamaan-e-tarab
hai bashar kaun jo shaadaan na ho aaj ke din
Basant Lakhnavi
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
un ke raaj ke umda Dhab hai.n
sab saamaan-e-aish-o-tarab hai.n
Akbar Allahabadi
Nazm
musibat ki KHabren
usii saahib-e-taKHt-o-taaj-o-tarab ko
jise aaj islaam kii paasbaanii kaa puuraa sharaf hai
Ali Akbar Natiq
Nazm
ram
rahbar ye shar-pasand kahaa.n aur kahaa.n vo raam
vo be-niyaaz-e-aish-o-tarab zar ke ye Gulaam
Rahbar Jaunpuri
Nazm
jashn-e-azadi
narm-raftaarii ho vaqt-e-sair-e-gulzaar-e-tarab
raah-e-pur-KHaar-e-amal me.n garm-raftaarii bhii ho
Arsh Malsiyani
Nazm
shahr-e-tarik
murda ruuho.n kaa sukuu.n luuTne vaalaa Dho.ngii
barbat-e-aish-o-tarab chhe.D rahaa hai dekho
Chandrabhan Khayal
Nazm
yaum-e-azadi
havaa-e-aish-o-tarab baadbaan ban ke chalii
zamii.n vatan kii nayaa aasmaan ban ke chalii
Siraj Lakhnavi
Nazm
tere baad
ganj-e-ummiid-o-tarab chhiin ke ruu-posh hu.ii
saamne aa.ii na phir mere qazaa tere baad
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
yun hua ek din
zard hone lagii.n sabz purvaa.iyaa.n
kho ga.e mo'atabar rishta-haa-e-tarab
Sajid Hameed
Nazm
ghaalib
duniyaa tire KHayaal me.n hai chashma-e-saraab
ra.ngiinii-e-nishaat-o-tarab KHvaab-e-dosh hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
maqam-e-aKHir-e-shab
tujhe hai shikva ki shahr-e-nigaar chho.D ke mai.n
nashaat-e-shaam-e-tarab kii bahaar chho.D ke mai.n
Riyaz Anwar
Nazm
inhen kuchh na kaho
Thiik kar degaa falak in kii bhii aqlo.n kaa futuur
ravish-e-bazm-e-tarab in kii bhii badlegii zaruur
Hilal Rizvi
Nazm
goristan-e-shahi
shorish-e-bazm-e-tarab kyaa uud kii taqriir kyaa
dardmandaan-e-jahaa.n kaa naala-e-shab-giir kyaa
Allama Iqbal
Nazm
intizar
kis ne aaGaaz kiyaa zamzama-e-bazm-e-tarab
lab-e-jaa.n-baKHsh kii tho.Dii sii bhii jumbish hai Gazab