SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabt-e-davaam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sabt-e-davaam"
Ghazal
milaa kisii ko sukuut-e-davaam o be-KHabarii
lahuu me.n Duubaa hu.aa ye qalam milaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
MORE MATCHES FOR "sabt-e-davaam"
Ghazal
ho dost se tavaqqo-e-lutf-e-davaam kyaa
jab dil pe iKHtiyaar kabhii hai kabhii nahii.n
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
auro.n ke vaaste jo ajal kaa payaam hai
mere liye vo aab-e-baqaa-e-davaam hai
Dr. Habib ur Rehman
Ghazal
kaho ye KHizr se bhaTke na yuu.n zamaane me.n
yahaa.n se aab-e-baqaa-e-davaam le saaqii
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
nara-e-haq
fanaa hai mere liye muzhda-e-baqaa-e-davaam
sunaa rahaa hai tuu ahkaam kyaa qazaa ke mujhe
Ahmaq Phaphoondvi
Ghazal
marte hai.n sab talaash-e-hayaat-e-davaam me.n
teraa sahiifa aab-e-baqaa kyuu.n nahii.n hu.aa
Jamal Owaisi
Ghazal
ta.abiir jis kii zeb-e-nashaat-e-davaam ho
aisaa to ko.ii KHvaab-e-pareshaa.n nahii.n hu.aa
Zeb Bareilwi
Ghazal
huzuur-e-qalb hai sarmaaya-e-hayaat-e-davaam
nafas hai KHizr miraa umr-e-jaavedaa.n ke liye
Sahir Dehlavi
Ghazal
kiyaa thaa jis ne haqaa.eq se ham ko begaana
vo ek nashsha-e-kaif-e-davaam TuuT gayaa