SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabt-e-davaam"
Ghazal MATCHES FOR "sabt-e-davaam"
Ghazal
milaa kisii ko sukuut-e-davaam o be-KHabarii
lahuu me.n Duubaa hu.aa ye qalam milaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ho dost se tavaqqo-e-lutf-e-davaam kyaa
jab dil pe iKHtiyaar kabhii hai kabhii nahii.n
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
auro.n ke vaaste jo ajal kaa payaam hai
mere liye vo aab-e-baqaa-e-davaam hai
Dr. Habib ur Rehman
Ghazal
kaho ye KHizr se bhaTke na yuu.n zamaane me.n
yahaa.n se aab-e-baqaa-e-davaam le saaqii
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
marte hai.n sab talaash-e-hayaat-e-davaam me.n
teraa sahiifa aab-e-baqaa kyuu.n nahii.n hu.aa
Jamal Owaisi
Ghazal
ta.abiir jis kii zeb-e-nashaat-e-davaam ho
aisaa to ko.ii KHvaab-e-pareshaa.n nahii.n hu.aa
Zeb Bareilwi
Ghazal
huzuur-e-qalb hai sarmaaya-e-hayaat-e-davaam
nafas hai KHizr miraa umr-e-jaavedaa.n ke liye
Sahir Dehlavi
Ghazal
kiyaa thaa jis ne haqaa.eq se ham ko begaana
vo ek nashsha-e-kaif-e-davaam TuuT gayaa
Masood Maikash Muradabadi
Ghazal
nuur o zulmat par tabassum kufr o dii.n par qahqahe
zindagii ko nashsha-e-umr-e-davaam aa hii gayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
alvidaa.a ai zo.am-e-hastii al-firaaq ai vahm-e-ziist
maut ban kar muzhda-e-umr-e-davaam aa hii gayaa
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
Suhail Kakorvi
Ghazal
sharaab-e-shauq kii qiimat hai naqd-e-jaan-e-aziiz
agar ye baa.is-e-kaif-e-davaam ho jaa.e
Hasrat Mohani
Ghazal
na shauq-e-lazzat-e-duniyaa na zauq-e-aish-e-davaam
hamaare dil pe tirii chashm kaa fusuu.n hai bahut