SEARCH RESULTS
Showing search results for "sadme"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sadme"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ik to shab-e-firaaq ke sadme hai.n jaa.n-gudaaz
andher is pe ye hai ki hotii sahar nahii.n
Hairat Allahabadi
PAGE MATCHES FOR "sadme"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sadme"
Sher
hazaar tarah ke sadme uThaane vaale log
na jaane kyaa hu.aa ik aan me.n bikhar se ga.e
Obaidullah Aleem
Sher
dosto.n se is qadar sadme uThaa.e jaan par
dil se dushman kii adaavat kaa gila jaataa rahaa
Haidar Ali Aatish
Nazm
shikast
tuu ne to ek hii sadme se kyaa thaa do-chaar
dil ko har tarah se barbaad kiyaa hai mai.n ne
Sahir Ludhianvi
Nazm
jugnu
buluuG-e-sin me.n vo sadme na.e KHayaalo.n ke
na.e KHayaal kaa dhachkaa na.e KHayaal kii Tiis
Firaq Gorakhpuri
Sher
jaan-e-tanhaa pe guzar jaa.e.n hazaaro.n sadme
aa.nkh se ashk ravaa.n ho.n ye zaruurii to nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
jawahar-lal nehru
jis ne insaano.n kii taqsiim ke sadme jhele
phir bhii insaa.n kii uKHuvvat kaa parastaar rahaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mai.n ne kaise kaise sadme jhel liye hai.n
is kaa matlab zahr pachaayaa jaa saktaa hai