SEARCH RESULTS
Showing search results for "sadme"
Nazm MATCHES FOR "sadme"
Nazm
kisi ko udas dekh kar
tumhe.n udaas saa paataa huu.n mai.n ka.ii din se
na jaane kaun se sadme uThaa rahii ho tum
Sahir Ludhianvi
Nazm
shikast
tuu ne to ek hii sadme se kyaa thaa do-chaar
dil ko har tarah se barbaad kiyaa hai mai.n ne
Sahir Ludhianvi
Nazm
jugnu
buluuG-e-sin me.n vo sadme na.e KHayaalo.n ke
na.e KHayaal kaa dhachkaa na.e KHayaal kii Tiis
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jawahar-lal nehru
jis ne insaano.n kii taqsiim ke sadme jhele
phir bhii insaa.n kii uKHuvvat kaa parastaar rahaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek barhaman ne kaha hai ki ye sal achchha hai
os aur dhuup ke sadme na sahegaa ko.ii
ab mire desh me.n beghar na rahegaa ko.ii
Sabir Dutt
Nazm
judai
jo terii narm-nigaahii kii thii.n bi.Thaa.ii hu.ii
uThaa chukaa huu.n mai.n pahle bhii hijr ke sadme
Firaq Gorakhpuri
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
sadme uThaa.e ranj sahe gaaliyaa.n sunii.n
lekin na chho.Daa qaum ke KHaadim ne ye kaam
Akbar Allahabadi
Nazm
mera janam din
sannaaTe me.n jiinaa kitnaa mushkil hai
KHvaahish ke sadme bhii nahii.n hai.n
Baqar Mehdi
Nazm
mustaqbil
tere liye me.n kyaa kyaa sadme sahtaa huu.n
sa.ngiino.n ke raaj me.n bhii sach kahtaa huu.n
Habib Jalib
Nazm
dard-e-mushtarak
ek Thukraa.e hu.e pyaar ke sadme baa.nTuu.n
ek bhaTke hu.e raahii ko ishaara de duu.n
Qateel Shifai
Nazm
ishq mahi baghair aab
phir ta'alluq ke taar TuuT ga.e
ham pe sadme hazaar TuuT ga.e
Khursheed Akbar
Nazm
mera watan
kab talak roz ke kahe.n sadme
kab talak aafate.n uThaa.e.n ham
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
Nazm
diwali 1958
vaabasta diivaalii se hai.n maazii ke fasaane
kuchh shauq ke qisse bhii hai.n kuchh hijr ke sadme
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
nazm
meraa ye sayyaal dukh aur mere sadme
tere badan ke in jiite sayyaar sumo.n me.n
Sarmad Sahbai
Nazm
an-jaana dukh
dekhne vaalo.n ko is KHauf se is sadme is Gam se bachaa lo
mujhe nikaalo
Zuhoor Nazar
Nazm
aankhon se ojhal duniya ke ek nazm
vo bhii judaa.ii ke sadme
hamaarii tarah jhelte ho.n