SEARCH RESULTS
Showing search results for "safii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "safii"
Sher
Safi Aurangabadi
Ghazal
Hasrat Mohani
PAGE MATCHES FOR "safii"
Ebook
sufii Kaavy
sufii Kaavy
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "safii"
Sher
likhne ko likh rahe hai.n Gazab kii kahaaniyaa.n
likkhii na jaa sakii magar apnii hii daastaa.n
Ibn-e-Safi
Ghazal
dil-kushaa baada-e-saafii kaa kise zauq nahii.n
baatin-afroz ko.ii piir-e-KHaraabaat to ho
Akbar Allahabadi
Sher
janaaza rok kar meraa vo is andaaz se bole
galii ham ne kahii thii tum to duniyaa chho.De jaate ho
Safi Lakhnavi
Sher
ko.ii samjhaa.e ki kyaa rang hai maiKHaane kaa
aa.nkh saaqii kii uThe naam ho paimaane kaa
Iqbal Safi Puri
Ghazal
la.al hiire sahii tere lab-e-dandaa.n idhar aa
to.D lete to nahii.n hai.n unhe.n ham dekhte hai.n
Safi Aurangabadi
Ghazal
zulf se shab darmiyaa.n daadan nahii.n mumkin dareG
varna sad-mahshar ba-rehn-e-saafii-e-ruKHsaar hai
Mirza Ghalib
Sher
banaavaT ho to aisii ho ki jis se saadgii Tapke
ziyaada ho to aslii husn chhup jaataa hai zevar se
Safi Lakhnavi
Ghazal
vo haath hai.n 'safii' mujhe ik aastii.n kaa saa.np
gardan me.n dost ke jo hamaa.il nahii.n rahaa
Safi Aurangabadi
Sher
dekhe baGair haal ye hai iztiraab kaa
kyaa jaane kyaa ho parda jo uTThe naqaab kaa
Safi Lakhnavi
Sher
zamiin kii kokh hii zaKHmii nahii.n andhero.n se
hai aasmaa.n ke bhii siine pe aaftaab kaa zaKHm














