SEARCH RESULTS
Showing search results for "sakta"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sakta"
Nazm
ramz
muzhda-e-ishrat-e-anjaam nahii.n paa saktaa
zindagii me.n kabhii aaraam nahii.n paa saktaa
Jaun Eliya
Ghazal
tirii naazukii se jaanaa ki ba.ndhaa thaa ahd bodaa
kabhii tuu na to.D saktaa agar ustuvaar hotaa
Mirza Ghalib
Sher
Dagh Dehlvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sakta"
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
ko.ii itnaa pyaaraa kaise ho saktaa hai
phir saare kaa saaraa kaise ho saktaa hai
Jawad Sheikh
Sher
vaise to ik aa.nsuu hii bahaa kar mujhe le jaa.e
aise ko.ii tuufaan hilaa bhii nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
mai.n us kaa ho nahii.n saktaa bataa na denaa use
lakiire.n haath kii apnii vo sab jalaa legaa
Waseem Barelvi
Sher
kaise aakaash me.n suuraaKH nahii.n ho saktaa
ek patthar to tabii.at se uchhaalo yaaro
Dushyant Kumar
Ghazal
Jawad Sheikh
Nazm
itna malum hai!
kabhii sannaaTo.n se vahshat jo hu.ii hogii use
us ne be-saaKHta phir mujh ko pukaaraa hogaa
Parveen Shakir
Ghazal
faasla nazro.n kaa dhoka bhii to ho saktaa hai
vo mile yaa na mile haath ba.Dhaa kar dekho
Nida Fazli
Ghazal
bazm-e-dushman se tujhe kaun uThaa saktaa hai
ik qayaamat kaa uThaanaa hai uThaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Sher
dafn kar saktaa huu.n siine me.n tumhaare raaz ko
aur tum chaaho to afsaana banaa saktaa huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
merii qiimat kaun de saktaa hai is baazaar me.n
tum zuleKHaa ho tumhe.n qiimat lagaanii chaahiye



