SEARCH RESULTS
Showing search results for "sapand-vaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sapand-vaar"
Ghazal
fursat hai ik sadaa kii yahaa.n soz-e-dil ke saath
us par sapand-vaar na itnaa uchhal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
rahuu.n na garmii-e-majlis se mai.n tirii mahruum
sipand-vaar mujhe bhii zaraa tuu jaa denaa
Ashraf Ali Fughan
Ghazal
dam bhar me.n jaa pahu.nchte hai.n yaa.n ke muqiim vaa.n
ye marhala nahii.n hai savaad-e-adam se duur
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "sapand-vaar"
MORE MATCHES FOR "sapand-vaar"
Ghazal
judaa jo pahluu se vo dilbar yagaana hu.aa
tapish kii yaa.n ta.ii.n dil ne ki dard shaana hu.aa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
judaa jo pahluu se vo dilbar yagaana hu.aa
tapish kii yaa.n ta.ii.n dil ne ki dard shaana hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
na gayaa mar ke bhii nazro.n me.n samaanaa apnaa
gor ne mardum-e-diida mujhe jaanaa apnaa
Bal Mukund Besabr
Ghazal
hove vo shoKH-chashm agar mujh se chaar chashm
qurbaa.n karuu.n mai.n chashm par us ke hazaar chashm
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
ye tarz-e-jaur ye andaaz-e-dil dikhaane ke
vo puuchhte hai.n hamaare ho yaa zamaane ke
Majid Ali Kavish
Ghazal
aa.nkho.n aa.nkho.n lipTii hu.ii hairaanii hai
aa.iina aa.iina ruu-gardaanii hai
Parwez Rahmani
Ghazal
dushman pe rakh ke dete ho gaalii itaab me.n
hai har suKHan zabaa.n pe tumhaarii hijaab me.n
Mirza Qadir Bakhsh Sabir Dehlavi
Ghazal
kaho to aaj dil-e-be-qaraar kaise ho
shab-e-alam ke sataa.e nazaar kaise ho