SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-e-bazm"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sar-e-bazm"
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "sar-e-bazm"
MORE MATCHES FOR "sar-e-bazm"
Ghazal
kyo.n iltijaa-e-shauq sar-e-bazm kii ga.ii
sun.naa to darkinaar yahaa.n baat bhii ga.ii
Jauhar Nizami
Ghazal
vo jaane kitnaa sar-e-bazm sharmsaar hu.aa
sunaa ke apnii Gazal mai.n qusuur-vaar hu.aa
Fana Nizami Kanpuri
Sher
haq baat sar-e-bazm bhii kahne me.n ta.ammul
haq baat sar-e-daar kaho sochte kyaa ho
Wahid Premi
Qita
sham.a raushan hai sar-e-bazm nigaaho.n me.n magar
kis ko maaluum dabe paa.nv a.ndheraa aayaa
Javed Kamal Rampuri
Nazm
kirya karm
sar-e-bazm ham ye sitam dekhte hai.n
hamaarii taraf aap kam dekhte hai.n
Zareef Jabalpuri
Sher
is ne dekhaa hai sar-e-bazm sitamgar kii tarah
phuul phe.nkaa bhii mirii samt to patthar kii tarah
Anjum Irfani
Ghazal
sunaa.e.n kaise sar-e-bazm KHaar hone kaa dukh
aur ek baar nahii.n baar baar hone kaa dukh
Abdul Hameed Bashar
Ghazal
gir ke qadmo.n pe sar-e-bazm ta.Dapnaa dekhaa
marne vaale kaa mirii jaan tamaashaa dekhaa
Shankar Lal Shankar
Sher
mirii ha.nsii ko sar-e-bazm sah liyaa us ne
phir us ke baa'd akele me.n intiqaam liyaa
Mukhtar Tilhari
Ghazal
aa gayaa kaun sar-e-bazm ye saaqii ban ke
zindagii jhuum uThii turfa sharaabii ban ke
