SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarguzisht-e-dil-e-naashaad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sarguzisht-e-dil-e-naashaad"
Geet
aap aa.e to KHayaal-e-dil-e-naashaad aayaa
kitne bhuule hu.e zaKHmo.n kaa pataa yaad aayaa
Sahir Ludhianvi
Sher
aap aa.e to KHayaal-e-dil-e-naashaad aayaa
aap ne yaad dilaayaa to mujhe yaad aayaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
kuchh KHayaal-e-dil-e-naashaad to kar lenaa thaa
vo nahii.n thaa to use yaad to kar lenaa thaa
Manzoor Hashmi
PAGE MATCHES FOR "sarguzisht-e-dil-e-naashaad"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sarguzisht-e-dil-e-naashaad"
Sher
ek bose se muraad-e-dil-e-naashaad to do
kuchh na do haath se par mu.nh se mirii daad to do
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Sher
hichkiyaa.n aatii hai.n kyuu.n ai dil-e-naashaad mujhe
shaayad us shoKH ne bhuule se kiyaa yaad mujhe
Unknown
Ghazal
dard qaabuu kaa nahii.n kaash vo uTh kar shab-e-Gam
sarguzisht-e-dil-e-naashaad kaa unvaa.n ho jaa.e
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
us ne haal-e-dil-e-naashaad na dekhaa na sunaa
aisaa zaalim sitam-iijaad na dekhaa na sunaa
Faheemuddin Ahmad Faheem
Ghazal
azm-e-fariyaad! unhe.n ai dil-e-naashaad nahii.n
maslak-e-ahl-e-vafaa zabt hai fariyaad nahii.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ishq majbuur-e-fuGaa.n ai dil-e-naashaad nahii.n
ye to ik husn kii taa.iid hai fariyaad nahii.n
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
Wali Kakoravi
Ghazal
koshish-e-zabt nahii.n ai dil-e-naashaad nahii.n
iltijaa apnii hado.n me.n ho to fariyaad nahii.n
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
us se ummiid-e-vafaa ai dil-e-naashaad na kar
zindagii apnii is armaan me.n barbaad na kar
Abdul Aleem Aasi
Ghazal
haalat jo yahii ai dil-e-naashaad rahegii
bastii tire armaano.n kii aabaad rahegii