SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarshaar-e-nigaah-e-nargis"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sarshaar-e-nigaah-e-nargis"
Sher
jazb-e-nigaah-e-sho.abada-gar dekhte rahe
duniyaa unhii.n kii thii vo jidhar dekhe rahe
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
teG-e-nigah-e-diida-e-KHuu.n-KHaar nikaalii
kyuu.n aap ne ushshaaq pe talvaar nikaalii
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
daur-e-nigaah-e-saaqii-e-mastaana ek hai
paimaane do hai.n gardish-e-paimaana ek hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
PAGE MATCHES FOR "sarshaar-e-nigaah-e-nargis"
MORE MATCHES FOR "sarshaar-e-nigaah-e-nargis"
Nazm
kaifiyat
ai nigaah-e-mast apnaa saa hii mastaana banaa
mai banaa de ruuh ko aur jaa.n ko paimaana banaa
Ashraf Baqri
Ghazal
Tabeeb Arvi
Ghazal
Darte hai.n chashm o zulf o nigaah o adaa se ham
har dam panaah maa.ngte hai.n har balaa se ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
payaam-e-yaas na de ai nigaah-e-yaar mujhe
rakh iztiraab kii KHaatir umiid-vaar mujhe
Mani Jayasi
Ghazal
ai nigaah-e-dost ye kyaa ho gayaa kyaa kar diyaa
pahle pahle raushnii dii phir a.ndheraa kar diyaa
Mahirul Qadri
Ghazal
Abdul Aleem Aasi
Sher
ai nigaah-e-mast us kaa naam hai kaif-e-suruur
aaj tuu ne dekh kar merii taraf dekhaa mujhe
Natiq Gulavthi
Ghazal
lutf-e-nigaah-e-naaz kii tohmat uThaa.e kaun
kuchh der kii bahaar ko KHaatir me.n laa.e kaun
Shakeel Badayuni
Ghazal
e'tibaar-e-nigah-e-yaar ne dam to.D diyaa
aaj ik hijr ke biimaar ne dam to.D diyaa

