SEARCH RESULTS
Showing search results for "satvat-e-jabr"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "satvat-e-jabr"
Ghazal
vo bazm-e-Gair me.n andaaz-e-be-ruKHii 'satvat'
kabhii bhulaa na sakii mai.n tire takallum ko
Satwat Zahra Satwat
Ghazal
satvat-e-jabr vahii rang kii diivaar vahii
ek ehsaas hai jo mujh se sivaa hai mujh me.n
Indr Swarup Srivastava
Ghazal
kuchh saadgii-e-tab.a thii kuchh maslahat kaa jabr
kaa.nTo.n ko puujte rahe baaG-o-bahaar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jabr-e-haalaat kaa to naam liyaa hai tum ne
apne sar bhii kabhii ilzaam liyaa hai tum ne
Aale Ahmad Suroor
MORE MATCHES FOR "satvat-e-jabr"
Naat
zaahir me.n Gariib-ul-Gurabaa phir bhii ye aalam
shaaho.n se sivaa satvat-e-sultaan-e-madiina
Jigar Moradabadi
Ghazal
vidaa.a kartaa hai dil satvat-e-rag-e-jaa.n ko
KHabar karo mire KHvaabo.n ke shab-sulaimaa.n ko
Kishwar Naheed
Ghazal
jalva-e-KHur se fanaa hotii hai shabnam 'Gaalib'
kho diyaa satvat-e-asmaa-e-jalaalii ne mujhe
Mirza Ghalib
Naat
aflaak bhii jhukte hai.n madiine kii zamii.n par
allaah re ye satvat-e-sultaan-e-madiina
Zauqi Muzaffar Nagari
Nazm
KHizr-e-rah
ab zaraa dil thaam kar fariyaad kii taasiir dekh
tuu ne dekhaa satvat-e-raftaar-e-dariyaa kaa 'uruuj