SEARCH RESULTS
Showing search results for "satvat-e-jabr"
Ghazal MATCHES FOR "satvat-e-jabr"
Ghazal
vo bazm-e-Gair me.n andaaz-e-be-ruKHii 'satvat'
kabhii bhulaa na sakii mai.n tire takallum ko
Satwat Zahra Satwat
Ghazal
satvat-e-jabr vahii rang kii diivaar vahii
ek ehsaas hai jo mujh se sivaa hai mujh me.n
Indr Swarup Srivastava
Ghazal
kuchh saadgii-e-tab.a thii kuchh maslahat kaa jabr
kaa.nTo.n ko puujte rahe baaG-o-bahaar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jabr-e-haalaat kaa to naam liyaa hai tum ne
apne sar bhii kabhii ilzaam liyaa hai tum ne
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
vidaa.a kartaa hai dil satvat-e-rag-e-jaa.n ko
KHabar karo mire KHvaabo.n ke shab-sulaimaa.n ko
Kishwar Naheed
Ghazal
jalva-e-KHur se fanaa hotii hai shabnam 'Gaalib'
kho diyaa satvat-e-asmaa-e-jalaalii ne mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
Jafar Tahir
Ghazal
satvat-e-qasr-e-shahii dhoke me.n rakhtaa hai ki jo
azmat-e-gumbad-o-mehraab se kam vaaqif hai
Nadiya ambar lodhi
Ghazal
chaar din kaa khel hai aalam-panaahii kaa ye khel
chashm-e-biinaa satvat-e-aalam-panaahii par na jaa
Jagan Nath Azad
Ghazal
a.D jaa.egii fasiil-e-shab-e-jabr to.D kar
qaidii nahii.n havaa jise andhaa kare ko.ii
Fuzail Jafri
Ghazal
har taraf satvat-e-arza.ng dikhaa.ii degii
ra.ng barse.nge zamii.n da.ng dikhaa.ii degii
Qateel Shifai
Ghazal
saaf taariiKH ye kahtii hai ki mansuurii se
muzmahil satvat-e-aura.ng rahii hai barso.n
Wakil Akhtar
Ghazal
mirii baargaah-e-hastii hama ijz bandagaana
mirii baargaah-e-mastii hama satvat-e-KHudaa.ii
Josh Malihabadi
Ghazal
mahduud hii hotii hai sadaa satvat-e-shamshiir
laanaa hai qalam ko tirii talvaar ke aage