SEARCH RESULTS
Showing search results for "seva-e-foras"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "seva-e-foras"
Ghazal
ab us ke shahr me.n Thahre.n ki kuuch kar jaa.e.n
'faraaz' aa.o sitaare safar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tuu itnii dil-zada to na thii ai shab-e-firaaq
aa tere raaste me.n sitaare luTaa.e.n ham
Ahmad Faraz
Ghazal
Dhaltii na thii kisii bhii jatan se shab-e-firaaq
ai marg-e-naa-gahaa.n tiraa aanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
MORE MATCHES FOR "seva-e-foras"
Ghazal
aur kyaa nazr karuu.n ai Gam-e-dildaar-e-faraaz
zindagii jo Gam-e-duniyaa se bachaa.ii le le
Ahmad Faraz
Ghazal
na Daraa paa.e mujhe tiirgii-e-dasht-e-firaaq
har taraf raushnii-e-diida-e-nam ho aamiin
Rehman Faris
Rubai
barmaa.e fazaa ko jaise ik chandr kiran
yuu.nhii shaam-e-firaaq terii yaad aa.e
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
chaaraa-gar yuu.n to bahut hai.n magar ai jaan-e-'faraaz'
juz tire aur ko.ii zaKHm na jaane mere
Ahmad Faraz
Ghazal
jaan-e-'faraaz' marg-e-tamannaa ke baavajuud
bhuule nahii.n hamii.n tire ehsaa.n kiye hu.e