SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaam-e-qayaamat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shaam-e-qayaamat"
Ghazal
ruk gayaa vaqt palaT aa.ii hai.n biitii sadiyaa.n
yahii vo lamha hai jab 'shaam' bikharnaa hai mujhe
Mahmood Shaam
Ghazal
yaade.n khule kivaa.D ye mahkii hu.ii fazaa
kaun aa rahaa hai shaam ye ThanDii havaa ke ba.ad
Mahmood Shaam
MORE MATCHES FOR "shaam-e-qayaamat"
Ghazal
kuchh to kahtii hai sar-e-shaam samundar kii havaa
kabhii saahil kii KHunuk ret pe jaa.e.n to sahii
Mahmood Shaam
Ghazal
mai.n huu.n shikaar-e-fitna-e-ehsaas-e-ra.ng 'shaam'
kis tarah ek jism kii taqsiim ho ga.ii
Mahmood Shaam
Ghazal
tamaam justujuu-e-shauq raa.egaa.n ai 'shaam'
mujhe KHabar hai pas-e-intizaar kyaa hogaa
Sham Rizvi
Ghazal
aksar hu.aa aisaa ki bhare ghar me.n sar-e-shaam
tanhaa.ii ke aaseb dar-o-baam se barse
Sham Rizvi
Ghazal
tire KHayaal kaa jab sehn-e-dil me.n chaa.nd khile
udaas shaam ko manzar saa kuchh nayaa bhii de
Sham Rizvi
Ghazal
Sham Rizvi
Ghazal
Kamran Nadeem
Ghazal
afsurdagii-e-dard-e-faraaqat hai sahar tak
ye shaam to ik shaam-e-qayaamat hai sahar tak
Azhar Naqvi
Ghazal
shaam-e-hijraa.n jo kaTii sub.h-e-qayaamat aa.ii
ek balaa sar se Talii ek musiibat aa.ii