SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaayaan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shaayaan"
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
shahr-e-jaanaa.n me.n ab baa-safaa kaun hai
dast-e-qaatil ke shaayaa.n rahaa kaun hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bijlii huu.n nazar koh o bayaabaa.n pe hai merii
mere liye shaayaa.n KHas-o-KHaashaak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
marne kii ai dil aur hii tadbiir kar ki mai.n
shaayaan-e-dast-o-baazuu-e-qaatil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "shaayaan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shaayaan"
Ghazal
kamaal-e-faqr bhii shaayaa.n hai paak-biino.n ko
ye KHaak taKHt hai ham boriyaa-nashiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
ko.ii shaa.ista-o-shaayaan-e-Gam-e-dil na milaa
ham ne jis bazm me.n dekhaa use tanhaa dekhaa
Jigar Moradabadi
Nazm
chhabbis january
hai bas-ki sarfaroshii shaayaan-e-daad un kii
bhaarat kii is KHushii me.n shaamil hai yaad un kii
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Translated Poetry
bas naqs hai to itnaa ki mamduuh ne ko.ii
misra.a kisii kitaab ke shaayaa.n nahii.n likhaa
Rasul Gamzatov
Ghazal
Shakeel Badayuni
Nazm
aahang-e-nau
phuu.nk do in ko jhulas do ki jilaa do in ko
shaan-e-shaayaan-e-vatan ho ye bataa do in ko













