SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaayaan"
Ghazal MATCHES FOR "shaayaan"
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
bijlii huu.n nazar koh o bayaabaa.n pe hai merii
mere liye shaayaa.n KHas-o-KHaashaak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
marne kii ai dil aur hii tadbiir kar ki mai.n
shaayaan-e-dast-o-baazuu-e-qaatil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ta.Dap rahe hai.n zabaa.n par ka.ii savaal magar
mire liye ko.ii shaayaan-e-iltimaas nahii.n
Nasir Kazmi
Ghazal
jaagah se bhii jaate ho mu.nh se bhii KHashin ho kar
ve harf nahii.n hai.n jo shaayaan nikalte hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
kamaal-e-faqr bhii shaayaa.n hai paak-biino.n ko
ye KHaak taKHt hai ham boriyaa-nashiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
ko.ii shaa.ista-o-shaayaan-e-Gam-e-dil na milaa
ham ne jis bazm me.n dekhaa use tanhaa dekhaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
shaan-e-karam thii ye bhii agar vo judaa hu.aa
kyaa mehnat-e-talab me.n na haasil mazaa hu.aa
Aasi Ghazipuri
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kyaa kahuu.n kyaa milaa hai kyaa na milaa
dil bhii shaayaan-e-dilrubaa na milaa
Ravish Siddiqi
Ghazal
majbuuriyo.n ko dekh ke ahl-e-niyaaz kii
shaayaan-e-e'tibaar-e-jafaa ho ga.e ho tum
Anwar Sabri
Ghazal
kuchh us taraf bhii josh-e-jafaa hai nayaa nayaa
kuchh zulm apnii shaan ke shaayaa.n bhii chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
vird-e-zabaa.n hai roz-o-shab in kii sanaa-e-husn
shaayaa.n hai jis qadar ki ye shaa.er Guluu kare.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hai.n mulk-o-qaum ke e.azaaz sab tumhaare liye
mire buzurgo.n ke shaayaan-e-shaan kuchh bhii nahii.n
Deedar Bastawi
Ghazal
'shaayaan' tujh ko aarzuu jannat kii hai agar
dil ko lagaa le apne KHudaa kii kitaab se