SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaukat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shaukat"
Ghazal
kyaa dabdaba-e-naadir kyaa shaukat-e-taimuurii
ho jaate hai.n sab daftar Garq-e-mai-e-naab aaKHir
Allama Iqbal
Marsiya
Gul thaa zahe husain kii shaukat zahe vaqaar
goyaa kha.De hai.n ja.ng ko mahbuub-e-kirdgaar
Meer Anees
Sher
dhokaa thaa nigaaho.n kaa magar KHuub thaa dhokaa
mujh ko tirii nazro.n me.n mohabbat nazar aa.ii
Shaukat Thanvi
PAGE MATCHES FOR "shaukat"
MORE MATCHES FOR "shaukat"
Sher
ik umr tak mai.n us kii zaruurat banaa rahaa
phir yuu.n hu.aa ki us kii zaruurat badal ga.ii
Shaukat Fahmi
Sher
ba.De vasuuq se duniyaa fareb detii rahii
ba.De KHuluus se ham e'tibaar karte rahe
Shaukat Wasti
Ghazal
Nida Fazli
Nazm
ramayan ka ek scene
Dastaa na saa.np ban ke mujhe shaukat-o-hasham
tum mere laal the mujhe kis saltanat se kam
Chakbast Braj Narayan
Sher
ajiib baat hai din bhar ke ehtimaam ke ba.ad
charaaG ek bhii raushan hu.aa na shaam ke ba.ad
Shaukat Wasti
Sher
'shaukat' hamaare saath ba.Daa haadisa hu.aa
ham rah ga.e hamaaraa zamaana chalaa gayaa
Shaukat Wasti
Sher
Shaukat Thanvi
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Nazm
KHak-e-hind
kashmiir se ayaa.n hai jannat kaa rang ab tak
shaukat se bah rahaa hai dariyaa-e-ga.ng ab tak
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
aisii ba.Dii qasam bhii na maane to hai tujhe
tujh ko usii ke shaukat-e-ziishaan kii qasam














