SEARCH RESULTS
Showing search results for "shauq-e-diidaar-e-talab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shauq-e-diidaar-e-talab"
Ghazal
shauq-e-diidaar-e-talab hadd-e-adab se jo ba.Dhaa
husn ne taab-e-nazar chhiin lii jalva ho kar
Rifat Sethi
Ghazal
tiraa shauq-e-diidaar paidaa hu.aa hai
phir is dil ko aazaar paidaa hu.aa hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
shauq-e-nazzaara-e-diidaar me.n tere hamdam
jaan aa.nkho.n me.n mirii jaan rahaa kartii hai
Rind Lakhnavi
PAGE MATCHES FOR "shauq-e-diidaar-e-talab"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shauq-e-diidaar-e-talab"
Ghazal
shauq-e-diidaar ne kyaa kyaa na tamaashaa dekhaa
jaan-e-man kaise bataa.e.n tumhe.n kyaa kyaa dekhaa
Sameena Gul
Ghazal
shauq-e-diidaar miraa aur bhii afzaa na kare.n
mehrbaa.n saamne aa.e.n zaraa parda na kare.n
Hajra Noor Zaryab
Ghazal
zauq-e-diidaar-e-tamaashaa-baar rusvaa.ii hu.aa
KHud tamaashaa ban gayaa jo bhii tamaashaa.ii hu.aa
Iqbal Haidri
Ghazal
zer-e-zamii.n huu.n tishna-e-diidaar-e-yaar kaa
aalam vahii hai aaj talak intizaar kaa
Mirza Raza Barq
Sher
dil ko niyaaz-e-hasrat-e-diidaar kar chuke
dekhaa to ham me.n taaqat-e-diidaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
hasrat-e-jalva-e-diidaar liye phirtii hai
pesh-e-rozan pas-e-diivaar liye phirtii hai
Haidar Ali Aatish
Sher
dil-e-vaarufta-e-diidaar kii allaah re mahviyyat
tasavvur me.n tire vo terii suurat bhuul jaataa hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hasrat-e-lazzat-e-diidaar liye phirtii hai
dar-ba-dar kuucha-o-baazaar liye phirtii hai