SEARCH RESULTS
Showing search results for "shudaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shudaa"
Ghazal
vaa.iz salaam le ki chalaa mai-kade ko mai.n
firdaus-e-gum-shuda kaa pataa yaad aa gayaa
Khumar Barabankavi
Nazm
taaqub
KHvaab-o-ta.abiir ke gum-shuda silsile
baar baar ab sataane lage hai.n tumhe.n
Jaun Eliya
MORE MATCHES FOR "shudaa"
Sher
vo chiiz kahte hai.n firdaus-e-gum-shuda jis ko
kabhii kabhii tirii aa.nkho.n me.n paa.ii jaatii hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
kahaaniyo.n ke vo kirdaar jo likhe na ga.e
KHabar se hazf-shuda vaaqi.aat hai.n ham log
Umair Najmi
Ghazal
muddat samet jumla zavaabit ho.n tai-shuda
ya.anii ta.alluqaat ubuurii banaa.uu.ngaa
Umair Najmi
Nazm
shikast
tuu damakte hu.e aariz kii shu.aa.e.n le kar
gul-shuda sham.e.n jalaane ko chalii aa.ii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ajiib daur hai ye tai-shuda nahii.n kuchh bhii
na chaa.nd shab me.n na suuraj sahar me.n rahtaa hai
Nida Fazli
Ghazal
KHaak tak kuucha-e-dildaar kii chhaanii ham ne
justujuu kii pe dil-e-gum-shuda paayaa na gayaa








