SEARCH RESULTS
Showing search results for "shumaar-e-taar-e-garebaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shumaar-e-taar-e-garebaa.n"
Ghazal
shumaar-e-taar-e-garebaa.n me.n hai jo uljhe hu.e
vo haath bhii to hame.n diijiye du.aa ke liye
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
u.Daa.uu.n na kyuu.n taar-taar-e-garebaa.n
ki parda-darii hai shi.aar-e-garebaa.n
Qalaq Merathi
Ghazal
gale me.n taar-e-garebaa.n hai.n haar kii suurat
banaa hu.aa huu.n saraapaa bahaar kii suurat
Muztar Muzaffarpuri
Ghazal
kahii.n dharaa hai pas-e-taar-e-ankabuut sukuun
kahii.n pe kaat rahaa hai maze se suut sukuun
Tasleem Niyazi
Ghazal
ba.Dhne de abhii kashmakash-e-taar-e-nafas aur
ai gosh-bar-aavaaz zaraa der taras aur
Aziz Tamannai
PAGE MATCHES FOR "shumaar-e-taar-e-garebaa.n"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shumaar-e-taar-e-garebaa.n"
Ghazal
KHush-rang-o-tar-o-taaza javaanii kii taraf aa
pyaasaa hai to bahte hu.e paanii kii taraf aa
Sultan Akhtar
Ghazal
misaal-e-taar-e-nazar kyaa nazar nahii.n aataa
kabhii KHayaal me.n muu-e-kamar nahii.n aataa
Mirza Raza Barq
Ghazal
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbat
baKHshe hai yahii garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
jaa.n-baKHsh sii us barg-e-gul-e-tar kii taraavat
vo lams-e-aziiz-e-do-jahaa.n yaad rahegaa