SEARCH RESULTS
Showing search results for "sogvaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sogvaar"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vafaa karuu.ngaa kisii sogvaar chehre se
puraanii qabr pe katba nayaa sajaa duu.ngaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
tere KHayaal me.n dil shaadmaa.n rahaa barso.n
tire huzuur use sogvaar ham ne kiyaa
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sogvaar"
Nazm
KHuda wo waqt na lae
KHudaa vo vaqt na laa.e ki sogvaar ho tuu
sakuu.n kii nii.nd tujhe bhii haraam ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
intizar
mire KHayaal kii duniyaa hai sogvaar abhii
jo hasrate.n tire Gam kii kafiil hai.n pyaarii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mashwara
tumhaarii aa.nhke.n sadaa sogvaar rahtii hai.n
tumhaare ho.nT taraste hai.n muskuraane ko
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
kisii ko ilzaam-e-bevafaa.ii kabhii na denaa
mirii tarah apne aap ko sogvaar karnaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
gila to mujh se vo kartaa hai is tarah 'javvaad'
ki jaise mai.n to judaa.ii me.n sogvaar nahii.n
Jawad Sheikh
Nazm
ramaen ka ek sin
tum hii nahii ho kushta-e-naira.ng-e-rozgaar
maatam-kade me.n dahr ke laakho.n hai.n sogvaar