SEARCH RESULTS
Showing search results for "sogvaar"
Ghazal MATCHES FOR "sogvaar"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vafaa karuu.ngaa kisii sogvaar chehre se
puraanii qabr pe katba nayaa sajaa duu.ngaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
tere KHayaal me.n dil shaadmaa.n rahaa barso.n
tire huzuur use sogvaar ham ne kiyaa
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kisii ko ilzaam-e-bevafaa.ii kabhii na denaa
mirii tarah apne aap ko sogvaar karnaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
gila to mujh se vo kartaa hai is tarah 'javvaad'
ki jaise mai.n to judaa.ii me.n sogvaar nahii.n
Jawad Sheikh
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
na puuchh kitne mohabbat ke zaKHm khaa.e hai.n
ki jin ko soch ke din sogvaar aaj bhii hai
Hasan Kamal
Ghazal
sham-e-mazaar thii na ko.ii sogvaar thaa
tum jis pe ro rahe the ye kis kaa mazaar thaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
mujhe pata hai ki barbaad ho chukaa huu.n mai.n
tuu meraa sog manaa mujh ko sogvaar na kar
Anjum Saleemi
Ghazal
isii liye to musaafir tuu sogvaar nahii.n
ki tuu ne qaafile dekhe.n hai.n par Gubaar nahii.n
Varun Anand
Ghazal
haasil hai.n yuu.n to mujh ko zamaane kii daulate.n
lekin nasiib laa.ii huu.n ik sogvaar kaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
tire dayaar se zarro.n ne raushnii paa.ii
tire dayaar me.n ham sogvaar phirte hai.n
Habib Jalib
Ghazal
kisii to kaam zamaane ke sogvaar aa.e
tujhe jo paa na sake ziist ko sa.nvaar aa.e