SEARCH RESULTS
Showing search results for "sogvaar"
Nazm MATCHES FOR "sogvaar"
Nazm
KHuda wo waqt na lae
KHudaa vo vaqt na laa.e ki sogvaar ho tuu
sakuu.n kii nii.nd tujhe bhii haraam ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
intizar
mire KHayaal kii duniyaa hai sogvaar abhii
jo hasrate.n tire Gam kii kafiil hai.n pyaarii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mashwara
tumhaarii aa.nhke.n sadaa sogvaar rahtii hai.n
tumhaare ho.nT taraste hai.n muskuraane ko
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
ramaen ka ek sin
tum hii nahii ho kushta-e-naira.ng-e-rozgaar
maatam-kade me.n dahr ke laakho.n hai.n sogvaar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
KHud-kushi
mu.nh basore rahguzaaro.n se lipaTte, sogvaar
ghar pahu.nchtaa thaa mai.n insaano.n se uktaayaa hu.aa
Noon Meem Rashid
Nazm
inqalab
ai jaan-e-naGma jahaa.n sogvaar kab se hai
tire liye ye zamii.n be-qaraar kab se hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
naya safar hai purane charag gul kar do
chaman me.n jashn-e-varuud-e-bahaar ho bhii chukaa
magar nigaah-e-gul-o-laala sogvaar sii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
kaun rok sakta hai
us ke narm lahje aur sogvaar aa.nkho.n kii
KHushbu.o.n ko chhuune kii
Noshi Gilani
Nazm
abba ka chaaliswan
aur is ke baa'd chaltaa jo phir pandaan hai
lagtaa hai sogvaar nahii.n mezbaan hai
Nashtar Amrohvi
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
jo kal raqiib thaa hai aaj sogvaar tiraa
KHudaa ke saamne hai mulk sharmsaar tiraa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
tamasha-gah-e-lala-zar
usii kii tamannaa me.n phir sogvaar
tamaashaa-gah-e-laala-zaar!
Noon Meem Rashid
Nazm
gunahgar
ai sogvaar yaad bhii hai tujh ko yaa nahii.n
vo raat jab hayaat kii zulfe.n daraaz thii.n
Mustafa Zaidi
Nazm
catharsis
gulaab kii kaasht karne ke liye
aur phir sogvaar hone kaa Dho.ng karte hai.n