SEARCH RESULTS
Showing search results for "soz-e-ishq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "soz-e-ishq"
Sher
puuchhaa jo mai.n ne yaar se anjaam-e-soz-e-ishq
shoKHii se ik charaaG ko us ne bujhaa diyaa
Unknown
Sher
aaho.n se soz-e-ishq miTaayaa na jaa.egaa
phuu.nko.n se ye charaaG bujhaayaa na jaa.egaa
Ameer Minai
Sher
ai soz-e-ishq tuu ne mujhe kyaa banaa diyaa
merii har ek saa.ns munaajaat ho ga.ii
Firaq Gorakhpuri
Sher
Bismil Saeedi
Sher
laazim hai soz-e-ishq kaa sho.ala ayaa.n na ho
jal bujhiye is tarah se ki mutlaq dhu.aa.n na ho
Rajab Ali Beg Suroor
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
tazkira-e-soz-e-'ishq
तज़्किरा-ए-सोज़-ए-'इश्क़تَذْکِرَۂ سوزِ عِشْق
description of the anguish of love
BOOKS MATCHES FOR "soz-e-ishq"
MORE MATCHES FOR "soz-e-ishq"
Ghazal
laazim hai soz-e-ishq kaa shola ayaa.n na ho
jal-bujhiye is tarah se ki mutlaq dhu.aa.n na ho
Rajab Ali Beg Suroor
Ghazal
na jazb-e-shauq kaam aaya na soz-e-ishq kaam aaya
ishaare se usii ke chaahne vaalo.n me.n naam aaya
Manzoor Hasan Nami
Sher
ai soz-e-ishq-e-pinhaa.n ab qissa muKHtasar hai
iksiir ho chalaa huu.n ik aa.nch kii kasar hai
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
soz-o-gudaaz-e-ishq kaa lazzat-chashiida huu.n
maanind-e-aabla hama-tan aabdiida huu.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
soz-o-gudaaz-e-ishq kaa charchaa na kar sake
husn-e-sitam-zariif ko rusvaa na kar sake
Mushir Jhanjhanvi
Ghazal
soz-e-shu.uur-e-ishq ataa ho to baat kar
tere bhii dil me.n KHauf-e-KHudaa ho to baat kar