SEARCH RESULTS
Showing search results for "soz-e-ishq"
Ghazal MATCHES FOR "soz-e-ishq"
Ghazal
laazim hai soz-e-ishq kaa shola ayaa.n na ho
jal-bujhiye is tarah se ki mutlaq dhu.aa.n na ho
Rajab Ali Beg Suroor
Ghazal
na jazb-e-shauq kaam aaya na soz-e-ishq kaam aaya
ishaare se usii ke chaahne vaalo.n me.n naam aaya
Manzoor Hasan Nami
Ghazal
soz-o-gudaaz-e-ishq kaa lazzat-chashiida huu.n
maanind-e-aabla hama-tan aabdiida huu.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
soz-o-gudaaz-e-ishq kaa charchaa na kar sake
husn-e-sitam-zariif ko rusvaa na kar sake
Mushir Jhanjhanvi
Ghazal
soz-e-shu.uur-e-ishq ataa ho to baat kar
tere bhii dil me.n KHauf-e-KHudaa ho to baat kar
M. I. Sajid
Ghazal
kaaGaz-e-abrii pe likh haal-e-dil-e-pur-soz-e-ishq
gird us ke barq kii tahriir khii.nchaa chaahiye
Ishq Aurangabadi
Ghazal
najaat mil ga.ii ai 'soz' ham ko jiite-jii
ki jab se qaid-e-alaa.iq kii zindagii na rahii
Soz Hoshiarpuri
Ghazal
Soz Hoshiarpuri
Ghazal
har aadmii ko 'soz' hai naan-o-namak se kaam
duniyaa me.n KHaak jauhar-e-ahl-e-hunar khule
Soz Hoshiarpuri
Ghazal
Soz Barelvi
Ghazal
usii KHudaa se hai ummiid-e-maGfirat ai 'soz'
ki jis kaa KHauf tire dil me.n umr bhar na rahaa
Hira Nand Soz
Ghazal
kyaa faqat daad hai shaa.ir kii riyaazat kaa sila
'soz' kyaa mashq-e-suKHan kaavish-e-bekaar nahii.n
Hira Nand Soz
Ghazal
vo mai.n nahii.n thaa ko.ii aur shaKHs thaa ai 'soz'
jo meraa jism liye mere KHaal-o-KHad me.n rahaa
Hira Nand Soz
Ghazal
Meer Soz
Ghazal
'soz' kaa rutba kahaa.n pahu.nchaa hai jo terii razaa
log ye kahte hai.n ab tuu saahib-e-diivaan hai