SEARCH RESULTS
Showing search results for "supurdagii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "supurdagii"
MORE MATCHES FOR "supurdagii"
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
supurdagii kaa ye aalam bhii kyaa qayaamat hai
simaT ke yuu.n teraa aa jaanaa merii baaho.n me.n
Jahangeer nayab
Nazm
ek pul banaya ja raha hai
ye supurdagii hai
ye supurdagii bachpan hai aur bachpan bahisht...
Sarvat Husain
Ghazal
farz-e-supurdagii me.n taqaaze nahii.n hu.e
tere kahaa.n se ho.n ki ham apne nahii.n hu.e
Vipul Kumar
Ghazal
rasm-e-supurdagii ko kab darKHur-e'tinaa kahaa
KHud se jo thaa gurez-paa sab se gurez kar gayaa
Pirzada Qasim
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
tujh ko supurdagii me.n simaTnaa bhii hai zaruur
sachchaa hai kaarobaar to nuqsaan chaahiye
Irfan Siddiqi
Ghazal
supurdagii miraa me.aar to nahii.n lekin
mai.n sochtaa huu.n tire ruup me.n KHudaa hii na ho
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kyaa chiiz thii kisii kii adaa-e-supurdagii
bhiige badan kii aag me.n nahlaa ga.ii mujhe