SEARCH RESULTS
Showing search results for "suu-e-allahabad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "suu-e-allahabad"
Ghazal
buto.n ko bhuul jaate hai.n KHudaa ko yaad karte hai.n
barahman jab safar suu-e-allahabad karte hai.n
Zareef Lakhnavi
Nazm
kisi ki sada
zarra zarra jhuum kar lene lagaa a.ng.Daa.iyaa.n
kahkashaa.n takne lagii hairat se suu-e-juu-e-baar
Ibn-e-Safi
Ghazal
chal diye uTh ke suu-e-shahr-e-vafaa kuu-e-habiib
puuchh lenaa thaa kisii KHaak-basar se pahle
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
yahii hai sair faqiiro.n kii aur yahii fariyaad
zamii.n pe baiTh ga.e suu-e-aasmaa.n dekhaa
Aal-e-Raza Raza
MORE MATCHES FOR "suu-e-allahabad"
Ghazal
martaa huu.n aur jaa nahii.n saktaa suu-e-adam
mujh naa-tavaa.n ko tauq-o-salaasil se kyaa Garaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
suu-e-nigaar-o-suu-e-shahr-e-zar-nigaar chale.n
qalandraan-e-havasnaak-o-paak-baaz ke saath
Rais Amrohvi
Ghazal
naGma-aaraa.ii pe hotaa hai jo maa.il falsafii
vo bhii khichtaa hai suu-e-sahn-e-gulistaan-e-Gazal
Tilok Chand Mahroom
Sher
dekhaa jo din ko us ne suu-e-charKH-e-be-madaar
sonaa utar gayaa varaq-e-aaftaab kaa
Mohammad Baqar Shams
Ghazal
kab yaad kiyaa ham ko 'hafiiz' ahl-e-chaman ne
jab ziist suu-e-vaadi-e-pur-KHaar chalii hai
Hafeez Banarasi
Sher
dil ko ai ishq suu-e-zulf-e-siyah-faam na bhej
rahzano.n me.n tuu musaafir ko sar-e-shaam na bhej