SEARCH RESULTS
Showing search results for "ta.ng-dilii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ta.ng-dilii"
Hindi Ghazal
ta.ng-dilii itnii hu.ii duniyaa ki uf
kis tarah rahtaa agar rahtaa bhii vo
Surendra Singhal
Ghazal
bashar kii ta.ng-dilii is se ba.Dh ke kyaa hogii
qafas samajhtaa rahe apne aashiyaane ko
Harbans Lal Aneja 'jamaal'
Ghazal
kis zabaa.n se karuu.n ai tang-dilii teraa shukr
Gair ko jaa na milii yaar samaayaa tanhaa
Karamat Ali Shaheedi
MORE MATCHES FOR "ta.ng-dilii"
Ghazal
baaz aa.o buto apnii jafaa.o.n se KHudaa-raa
to.Do na miraa shiisha-e-dil ta.ng-dilii se
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
Sahba Akhtar
Ghazal
dekh kar ta.ng-dilii bazm me.n saaqii kii 'safiir'
rind bhii jur.at-e-naakaam tak aa pahu.nche hai.n
Mohammad Abbas Safiir
Nazm
chand sawal
in 'aql ke bando.n me.n aashufta-sarii kyo.n hai
ye tang-dilii kyo.n hai ye kam-nazarii kyo.n hai
Asad Multani
Ghazal
in aql ke bando.n me.n aashufta-sarii kyuu.n hai
ye ta.ng-dilii kyuu.n hai ye kam-nazarii kyuu.n hai
Asad Multani
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Sher
aise musaafiraan-e-adam tang-dil ga.e
mu.nh bhii kiyaa na aalam-e-iijaad kii taraf