SEARCH RESULTS
Showing search results for "taabaan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taabaan"
Sher
dil ke phaphuule jal uThe siine ke daaG se
is ghar ko aag lag ga.ii ghar ke charaaG se
Mahtab Rai Taban
Marsiya
hai aab-e-nahr suurat-e-aa.iina jalva-gar
taabaa.n hai misl-e-chashma-e-KHurshiid har bha.nvar
Meer Anees
Sher
Ada Jafarey
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taabaan"
Ghazal
nazar vo hai jo is kaun o makaa.n se paar ho jaa.e
magar jab ruu-e-taabaa.n par pa.De bekaar ho jaa.e
Asghar Gondvi
Ghazal
Ada Jafarey
Nazm
KHak-e-hind
sham-e-adab na thii jab yuunaa.n kii anjuman me.n
taabaa.n thaa mahr-e-daanish is vaadii-e-kuhan me.n
Chakbast Braj Narayan
Sher
ye chaar din kii rifaaqat bhii kam nahii.n ai dost
tamaam umr bhalaa kaun saath detaa hai
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
vo iizaa mukarrar tujhe degaa 'taabaa.n'
tujhe degaa 'taabaa.n' vo iizaa mukarrar
Taban Abdul Hai
Ghazal
kahaa.n kii choT ubhar aa.ii husn-e-taabaa.n me.n
dam-e-nazaara vo ruKH dard saa chamaktaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
qaht-e-bangal
rahmat kaa chamakne ko hai phir nayyar-e-taabaa.n
hone ko hai is shab kii sahar dekh rahaa huu.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Thahr saktii hai kahaa.n us ruKH-e-taabaa.n pe nazar
dekh saktaa hai use aadmii band aa.nkho.n se
Anwar Shuoor
Sher
shabaab-e-husn hai barq-o-sharar kii manzil hai
ye aazmaa.ish-e-qalb-o-nazar kii manzil hai





