SEARCH RESULTS
Showing search results for "taalib-e-roz-e-jazaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taalib-e-roz-e-jazaa"
Naat
faKHr-e-vujuud shaafe'-e-roz-e-jazaa ke baa'd
kis ko banaa.e.n dost habiib-e-KHudaa ke baa'd
Ejaz Ali Arshad
Hamd
KHaaliq-e-arz-o-samaa ai maalik-e-roz-e-jazaa
sirf tere vaaste hai saarii tausiif-o-sanaa
Habab Hashmi
MORE MATCHES FOR "taalib-e-roz-e-jazaa"
Sher
roz-e-jazaa me.n aaKHir puuchhaa na jaa.egaa kyaa
teraa ye chup lagaanaa meraa savaal karnaa
Ismail Merathi
Sher
roz-e-jazaa gila to kyaa shukr-e-sitam hii ban pa.Daa
haa.e ki dil ke dard ne dard ko dil banaa diyaa
Fani Badayuni
Ghazal
na to KHauf roz-e-jazaa kaa ho vahii ishq hai
na malaal radd-e-du.aa kaa ho vahii ishq hai
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
kuchh to kamii ho roz-e-jazaa ke azaab me.n
ab se piyaa kare.nge milaa kar gulaab me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
andesha-haa-e-roz-e-mukaafaat aur mai.n
is dil ke be-shumaar savaalaat aur mai.n
Shabnam Shakeel
Qita
kaise kaise dil naazuk ko dukhaayaa tum ne
KHabar-e-faisla-e-roz-e-jazaa bhuul ga.e

