SEARCH RESULTS
Showing search results for "taalib-e-roz-e-jazaa"
Ghazal MATCHES FOR "taalib-e-roz-e-jazaa"
Ghazal
puuchhaa jo us ne taalib-e-roz-e-jazaa hai kaun
niklaa mirii zabaan se be-iKHtiyaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
na to KHauf roz-e-jazaa kaa ho vahii ishq hai
na malaal radd-e-du.aa kaa ho vahii ishq hai
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
andesha-haa-e-roz-e-mukaafaat aur mai.n
is dil ke be-shumaar savaalaat aur mai.n
Shabnam Shakeel
Ghazal
phir jhukii tere tasavvur me.n jabiin-e-bandagii
phir KHayaal-e-uqda-e-roz-e-jazaa jaataa rahaa
Jauhar Nizami
Ghazal
roz-e-jazaa umiid hai sab ko sazaa mile
iqdaam-e-qatl me.n hai.n mire sab hasii.n shariik
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
is tilsim-e-roz-o-shab se to kabhii niklo zaraa
kam se kam vijdaan ke sahraa hii me.n ghuumo zaraa
Abdul Hafiz Naeemi
Ghazal
zindaan-e-roz-o-shab me.n asiir-e-hayaat huu.n
ik umr kaT ga.ii hai magar be-sabaat huu.n
Muhib Wafa
Ghazal
vo be-niyaaz shab-o-roz-o-maah-o-saal gayaa
ab us ke gum-shuda hone kaa ehtimaal gayaa
Shahid Ahmad Shoaib
Ghazal
Suhail Ahmed Zaidi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
us but kii mai.n dikhaa.uu.ngaa tasviir vaa.izo
phir kyaa kahegaa daavar-e-roz-e-jazaa mujhe
Taskeen Dehlavi
Ghazal
KHiraam fitna-e-roz-e-jazaa ba-ii.n shoKHii
tire KHiraam ke ohde se bar nahii.n aatii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
baaqii hai ham se daaman-e-roz-e-jazaa kii laaj
go zindagii ataa hu.ii paadaash kii tarah
Kavish Badri
Ghazal
mujh se hu.aa hai vaada-e-roz-e-jazaa abhii
dete ho kyaa javaab aduu ke payaam kaa
Shola Aligarhi
Ghazal
sargarm hai dil shaafa-e-mahshar kii talab me.n
kaafir huu.n agar kuchh bhii Gam-e-roz-e-jazaa hai