SEARCH RESULTS
Showing search results for "taalne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taalne"
Ghazal
ik mulaaqaat ke Talne kii KHabar aise lagii
jaise mazduur ko ha.Dtaal kii afvaah mile
Umair Najmi
Ghazal
KHaatir se tirii yaad ko Talne nahii.n dete
sach hai ki hamii.n dil ko sambhalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taalne"
Ghazal
kal us ke dost ko baahar se Taalne ke baad
use faqiir bataayaa to baap rone lagaa
Shahzad Qais
Ghazal
ha.nsii me.n vaada-e-fardaa ko Taalne vaalo
lo dekh lo vahii kal aaj ban ke aa na gayaa
Yagana Changezi
Ghazal
gesuu ruKH-e-raushan se vo Talne nahii.n dete
din hote hu.e dhuup nikalne nahii.n dete
Purnam Allahabadi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
mai.n to yahii samjhaa 'zafar' is baar bhii shaayad
mujh par ye buraa vaqt hai Talne kii tarah kaa
Zafar Iqbal
Nazm
pile diye
ho suhaanii taKHliya ho Gam jo Talne vaalaa ho
yaar meraa saath mere aah bharne vaalaa ho
Om Bhutkar Maghloob
Ghazal
pha.nstaa gayaa huu.n aur nikalne kii sa.ii me.n
aafat maziid aa.ii hai Talne ke naam par
Nadeem ahmad
Ghazal
marne kaa maarne kaa ye kyaa daur aa gayaa
jiine kii aas Talne lagii tere shahr me.n
