SEARCH RESULTS
Showing search results for "taalo"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taalo"
Geet
mujhe ab aa ke chhupaa lo tum apnii baa.nho.n me.n
miraa savaal na Taalo bahut udaas huu.n mai.n
Sahir Ludhianvi
Sher
va.ado.n hii pe har roz mirii jaan na Taalo
hai eid kaa din ab to gale ham ko lagaa lo
Mushafi Ghulam Hamdani
Nazm
nai tahzib
bahut ho.nge muGannii naGma-e-taqliid europe ke
magar bejo.D ho.nge is liye be-taal-o-sam ho.nge
Akbar Allahabadi
Ghazal
vaa'do.n hii pe har roz mirii jaan na Taalo
hai 'iid kaa din ab to gale ham ko lagaa lo
Mushafi Ghulam Hamdani
PAGE MATCHES FOR "taalo"
Tags
Taali
Taali Shayari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taalo"
Ghazal
Khalid Irfan
Hindi Ghazal
yahii aavaaz kaa mausam hai na Taalo mujh ko
kuchh javaabo.n se nipaTne do savaalo mujh ko
Ramesh Tanha
Nazm
main nashe mein hun
ha.Dtaal karne se na Talo mai.n nashe me.n huu.n
ai Gair-mulkiyo.n kii kalo mai.n nashe me.n huu.n
Syed Mohammad Jafri
Nazm
naya sal mubarak
jo big.De bhii ho.n kaam un ko sambhaalo
kabhii aaj kaa kaam kal par na Taalo
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Ghazal
haath hai dost ko.ii kaasa gadaa.ii kaa nahii.n
thaam lo ba.Dh ke ise aise na Taalo mujh ko
Rasheed Hasrat
Nazm
naya aane wala zamana hamara
hame.n sirf bachcha samajh kar na Taalo
nayaa aane vaalaa zamaana hamaaraa
Salam Machhli shahri
Qita
Ahmad Alvi
Ghazal
nakiirain aa.e hai.n kuchh kah ke Taalo
Tale.nge na varna ye hazraat hargiz
Saraswati Saran Kaif
Ghazal
Prem Kumar Nazar
Sher
kaafir samaa rahaa hai saarang kaa ye lahraa
table kii taal-o-sam ke har har paran ke andar
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
parkho to jaise teG-e-do-dam hai khi.nchii hu.ii
Taalo to ek u.Dtaa hu.aa saa dhu.aa.n hai vaqt
Abdullah Javed
Kulliyat
zulf aur KHaal-o-KHat kaa saudaa nahii.n hai achchhaa
yaaro bane to sar se jald is balaa ko Taalo




