SEARCH RESULTS
Showing search results for "taazgii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taazgii"
Ghazal
pas-e-nigaah-e-taGaaful thii ik nigaah ki thii
jo dil ke chehara-e-hasrat kii taazgii hii rahii
Jaun Eliya
Ghazal
kuchh taazgii ho lazzat-e-aazaar ke liye
har dam mujhe talaash na.e aasmaa.n kii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
hamaare gaa.nv me.n patthar bhii royaa karte the
yahaa.n to phuul me.n bhii taazgii bahut kam hai
Shakeel Azmi
PAGE MATCHES FOR "taazgii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taazgii"
Ghazal
Javed Akhtar
Nazm
KHak-e-hind
aglii sii taazgii hai phuulo.n me.n aur phalo.n me.n
karte hai.n raqs ab tak taa.uus ja.ngalo.n me.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
mujhe ye phuul na de tujh ko dilbarii kii qasam
ye kuchh nahii.n tire ho.nTho.n kii taazgii kii qasam
Sahir Ludhianvi
Sher
phuulo.n kii taazgii hii nahii.n dekhne kii chiiz
kaa.nTo.n kii samt bhii to nigaahe.n uThaa ke dekh
Asad Badayuni
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
phir aaKHir ta.ng aa kar ham ne
dono.n ko adhuuraa chho.D diyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Nazm
is tarah ki baaton mein ehtiyat karte hain
taazgii nahii.n rahtii
ruuh ke ta'alluq me.n