SEARCH RESULTS
Showing search results for "taazgii"
Nazm MATCHES FOR "taazgii"
Nazm
dosti ka hath
himaaliya kii havaa.o.n kii taazgii le kar
phir is ke baa'd ye puuchhe.n ki kaun dushman hai
Ali Sardar Jafri
Nazm
KHak-e-hind
aglii sii taazgii hai phuulo.n me.n aur phalo.n me.n
karte hai.n raqs ab tak taa.uus ja.ngalo.n me.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
phir aaKHir ta.ng aa kar ham ne
dono.n ko adhuuraa chho.D diyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
is tarah ki baaton mein ehtiyat karte hain
taazgii nahii.n rahtii
ruuh ke ta'alluq me.n
Moeen Nizami
Nazm
main nahin to kya
maliih chehre pe gard-e-fasurdagii kaisii
bahaar-e-Gaaza se aariz ko taazgii baKHsho
Sahir Ludhianvi
Nazm
ilm
ilm se raushan-KHayaalii aatii hai insaan me.n
puKHtagii aKHlaaq me.n to taazgii iimaan me.n
Farooq Shakeel
Nazm
paisa
har tarah hotii hai KHush-vaqti-o-KHuubii bahbuud
KHush-dilii taazgii aur KHurmii kartii hai duruud
Nazeer Akbarabadi
Nazm
husn-e-jaanan
vo jaise ruuho.n me.n taazgii ho
vo jaise jismo.n me.n jaan ko.ii
Ashfaq Ahmad Saim
Nazm
parda aur ismat
qasam anjum-e-shab ke zauq-e-safar kii
qasam taazgii-e-nasiim-e-sahar kii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dard-e-dil
dard hai dil ke liye aur dil insaa.n ke liye
taazgii barg-o-samar kii chamanistaa.n ke liye
Chakbast Braj Narayan
Nazm
maine kuchh nahin kaha
haa.n magar jab aa.nsu.o.n kii narm garm taazgii
aas-paas dilkashii bikhar ga.ii
Mahboob Khizan
Nazm
tum sach mein bahut achchhi ho
merii kum.hlaa.ii hu.ii zindagii ko
tar-o-taazgii sii baKHshtaa hai