SEARCH RESULTS
Showing search results for "tadaabiir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tadaabiir"
Ghazal
tire KHayaal ko zanjiir kartaa rahtaa huu.n
mai.n apne KHvaab kii taabiir kartaa rahtaa huu.n
Alam Khursheed
Ghazal
bas ehtiyaatii tadaabiir par 'amal hai 'ilaaj
ki dastyaab nahii.n hai abhii davaa-e-junuu.n
Umair Najmi
Ghazal
ko.ii afsaana-e-zindaan sunaataa hai mujhe
aur jiine kii tadaabiir bataataa hai mujhe
Basit Ali Raja
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tadaabiir"
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
shikwa
kis kii shamshiir jahaa.ngiir jahaa.n-daar hu.ii
kis kii takbiir se duniyaa tirii bedaar hu.ii
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
ra.ng garduu.n kaa zaraa dekh to unnaabii hai
ye nikalte hu.e suuraj kii ufuq-taabii hai
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n ne dekhaa hai bahaaro.n me.n chaman ko jalte
hai ko.ii KHvaab kii taabiir bataane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
apnii ta.abiir ke chakkar me.n miraa jaagtaa KHvaab
roz suuraj kii tarah ghar se nikal pa.Dtaa hai
Rahat Indori
Sher
maktab-e-ishq kaa dastuur niraalaa dekhaa
us ko chhuTTii na mile jis ko sabaq yaad rahe












