SEARCH RESULTS
Showing search results for "takalluf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "takalluf"
Sher
tum takalluf ko bhii iKHlaas samajhte ho 'faraaz'
dost hotaa nahii.n har haath milaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
tum takalluf ko bhii iKHlaas samajhte ho 'faraaz'
dost hotaa nahii.n har haath milaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "takalluf"
MORE MATCHES FOR "takalluf"
Ghazal
kabhii jab muddato.n ke baa'd us kaa saamnaa hogaa
sivaa.e paas aadaab-e-takalluf aur kyaa hogaa
Jaun Eliya
Sher
bas ye hu.aa ki us ne takalluf se baat kii
aur ham ne rote rote dupaTTe bhigo liye
Parveen Shakir
Ghazal
pyaar jab had se ba.Dhaa saare takalluf miT ga.e
aap se phir tum hu.e phir tuu kaa unvaa.n ho ga.e
Tasleem Fazli
Sher
ai 'zauq' takalluf me.n hai takliif saraasar
aaraam me.n hai vo jo takalluf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Nazm
parchhaiyan
na dostii na takalluf na dilbarii na KHuluus
kisii kaa ko.ii nahii.n aaj sab akele hai.n