SEARCH RESULTS
Showing search results for "takalluf"
Nazm MATCHES FOR "takalluf"
Nazm
parchhaiyan
na dostii na takalluf na dilbarii na KHuluus
kisii kaa ko.ii nahii.n aaj sab akele hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
be-takalluf KHanda-zan hai.n fikr se aazaad hai.n
phir usii kho.e hu.e firdaus me.n aabaad hai.n
Allama Iqbal
Nazm
mata-e-alfaz
kuchh takalluf se sahii Thahar ke kuchh baat kare.n
aur is arsa-e-aKHlaaq-o-muravvat me.n kabhii
Zehra Nigaah
Nazm
taj-mahal
yaa bar-lab-e-jamunaa ko.ii doshiiza nahaa kar
baiThii hai takalluf se adaa.o.n ko churaa kar
Mahshar Badayuni
Nazm
main nahin to kya
mire liye ye takalluf ye dukh ye hasrat kyuu.n
mirii nigaah-e-talab aaKHirii nigaah na thii
Sahir Ludhianvi
Nazm
pyar ka tohfa
jis ne har daam me.n aane me.n takalluf bartaa
le u.Dii hai use zulf-e-girah-giir ab ke
Sahir Ludhianvi
Nazm
hum
to be-takalluf zamiir tak apnaa bech dete hai.n
jaah-o-sarvat kii manDiyo.n me.n
Zia Jalandhari
Nazm
bahaar
KHalq ko har lahza apne husn kii ra.ngat dikhaa
be-takalluf kyaa hii har dil me.n samaatii hai bahaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
raat daa.Dhii ke a.ndhere se takalluf barte
arsh ke saamne rusvaa.ii kii gardan na uThe
Adil Mansuri
Nazm
pahli nazar
har takallum ik qayaamat har tabassum barq-rez
aur jis kii saadgii bhii ik fasaana hashr-KHez
Hasrat Jaipuri
Nazm
karachi
hasiino.n ke chehre chamakte damakte
takalluf nahii.n husn kii aarsii me.n
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
main jina chahta hun magar
takalluf majbuurii aur zabardastii kaa shaa.iba ho
yaa du.aa me.n hilte hu.e lab