SEARCH RESULTS
Showing search results for "takalluf"
Ghazal MATCHES FOR "takalluf"
Ghazal
tum takalluf ko bhii iKHlaas samajhte ho 'faraaz'
dost hotaa nahii.n har haath milaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
kabhii jab muddato.n ke baa'd us kaa saamnaa hogaa
sivaa.e paas aadaab-e-takalluf aur kyaa hogaa
Jaun Eliya
Ghazal
pyaar jab had se ba.Dhaa saare takalluf miT ga.e
aap se phir tum hu.e phir tuu kaa unvaa.n ho ga.e
Tasleem Fazli
Ghazal
Shabeena Adeeb
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
bas ye hu.aa ki us ne takalluf se baat kii
aur ham ne rote rote dupaTTe bhigo liye
Parveen Shakir
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
vahii hu.aa ki takalluf kaa husn biich me.n thaa
badan the qurb-e-tahii-lams se bikharte hu.e
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Gair yuu.n kartaa hai merii pursish us ke hijr me.n
be-takalluf dost ho jaise ko.ii Gam-KHvaar-e-dost
Mirza Ghalib
Ghazal
rind phailaa.e hai.n chulluu ko takalluf kaisaa
saaqiyaa Dhaal bhii de jaam KHudaa-saaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
shab hu.ii phir anjum-e-raKHshanda kaa manzar khulaa
is takalluf se ki goyaa but-kade kaa dar khulaa