SEARCH RESULTS
Showing search results for "tamtamaa.e"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tamtamaa.e"
Nazm
zindagi
tamtamaa.e hu.e aariz pe ye ashko.n kii qataar
mujh se is darja KHafaa aap se itnii bezaar
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
tamtamaa.e gaal bhiige ho.nT chashm-e-niim-vaa
thii mujassam jaise merii shaa.irii kal raat ko
Saghir Ahmad Sufi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tamtamaa.e"
Ghazal
le ga.e KHaak me.n ham daaG-e-tamannaa-e-nashaat
tuu ho aur aap ba-sad-ra.ng-e-gulistaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
zahe vo dil jo tamannaa-e-taaza-tar me.n rahe
KHoshaa vo umr jo KHvaabo.n hii me.n bahal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
kise nahii.n hai tamannaa-e-sarvarii lekin
KHudii kii maut ho jis me.n vo sarvarii kyaa hai
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
ufuq pe KHuun-e-tamannaa-e-dil kii laalii hai
tasavvuraat kii parchhaa.iyaa.n ubhartii hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
khil jaa.e.n kyaa maze hai.n tamannaa-e-shauq me.n
do chaar din jo merii tamanna kare ko.ii
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n tamannaa-e-shahaadat kaa mazaa bhuul gayaa
aaj is shauq se armaan se jallaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
kab tak ise sii.nchoge tamannaa-e-samar me.n
ye sabr kaa paudaa to na phuulaa na phalaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Dhuu.nD rahaa hai fara.ng aish-e-jahaa.n kaa davaam
vaa.e-tamannaa-e-KHaam vaa.e-tamannaa-e-KHaam
Allama Iqbal
Nazm
aazadi
hamaare zor se zanjiir-e-tiirgii TuuTii
hamaaraa soz hai maah-e-tamaam-e-aazaadii