SEARCH RESULTS
Showing search results for "tanaffus"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tanaffus"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tanaffus"
Ghazal
abhii to vaqt tanaffus ke saath chaltaa hai
zaraa Thahar ki mai.n is jism se rihaa ho jaa.uu.n
Irfan Sattar
Nazm
haweli
jis ke KHuun-e-garam se bazm-e-charaaGaa.n zindagii
jis ke firdausii tanaffus se gulistaa.n zindagii
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
tajdid
''jab nigaaho.n me.n chamak ho
lafz jazbo.n ke asar se kaa.npte ho.n aur tanaffus
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Nazm
soch
raat kaa narm tanaffus mujhe chhuu jaa.egaa
duudhiyaa phuul chambelii ke mahak uThe.nge
Fahmida Riaz
Sher
Pallav Mishra
Ghazal
maut kahte hai.n jise zabt kii takmiil na ho
ki tanaffus pe bhii fariyaad kaa dhokaa hai mujhe
Hari Chand Akhtar
Nazm
qariya-e-mohabbat
yahaa.n to apnii sadaa kaan me.n nahii.n pa.Dtii
vahaa.n KHudaa kaa tanaffus sunaa.ii detaa hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
ganga
jab ho.nT KHushk ho.n aur dushvaar ho tanaffus
ahbaab apne mu.nh me.n Tapkaa.e.n teraa paanii
Suroor Jahanabadi
Nazm
waqt
daaman-e-koh me.n bikhre hu.e khet
lahlahaate hai.n to dhartii ke tanaffus kii sadaa aatii hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
paude
har ik paudaa KHaarij kare aabii zarre
tanaffus me.n ye carbon jazb kar le
