SEARCH RESULTS
Showing search results for "tangii-e-ma.aash"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tangii-e-ma.aash"
Ghazal
Bayan Meeruthi
Ghazal
qalam uThaayaa to sar par kulaah-e-kaj na rahii
ye shahryaar bhii fikr-e-ma.aash me.n Duubaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
laakho.n muhaal aqlii o 'aadii sahii magar
kasb-e-ma.aash sab se hai dushvaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
KHayaal-e-yaar Gam-e-rozgaar fikr-e-ma.aash
ham ek jaan ko kitne azaab rakhte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tangii-e-ma.aash"
Nazm
naqqad
sach bataa ai aashiq-e-deriina-e-fikr-e-ma.aash
zahr me.n tiryaak ke unsur kii bhii kii hai talaash
Josh Malihabadi
Ghazal
apnaa ilaaj-e-ta.ngi-e-dil vo na kar sake
meraa ilaaj-e-ta.ngi-e-daamaa.n hu.aa to kyaa
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
ai ta.ngi-e-dayaar-e-tamannaa bataa mujhe
vo paa.nv kyaa hu.e jinhe.n sahraa aziiz thaa
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
ta.ngi-e-gosha-e-uzlat hai bayaa.n se baahar
nahii.n imkaan ki chyuu.nTii kii samaa.ii ho jaa.e
Mirza Raza Barq
Ghazal
tujh se mil kar hame.n ronaa thaa bahut ronaa thaa
ta.ngi-e-vaqt-e-mulaaqaat ne rone na diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
vahii fasaana-e-fikr-e-ma.aash hai ab bhii
ham intihaa ko taraste hai.n ibtidaa karke
Tarab Siddiqi
Ghazal
vaa.e ye kotaahii-e-ehsaas-o-tangii-e-nazar
zindagii ko zindagii bhar muKHtasar samjhaa kiye