SEARCH RESULTS
Showing search results for "tap-e-diq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tap-e-diq"
Ghazal
diyaa mariiz-e-mohabbat ko nusKHa-e-tap-e-diq
tujhe ilaaj bhii ai chaaraagar nahii.n aataa
Aashiq Husain Bazm Afandi
Mazahiya
tap-e-diq ke biimaar cha.ngo.n kii duniyaa
ye duniyaa agar mil bhii jaa.e to kyaa hai
Ahmad Alvi
Mazahiya
muflisii qarz za'iifii o tap-e-diq ke sivaa
dil ko kuchh aur bhii Gam ho to Gazal hotii hai
Jauhar Siwani
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
tap-e-diq
तप-ए-दिक़ تَپِ دِق
hectic fever, chronic fever, consumption, pulmonary tuberculosis
Arabic, Persian
aap ko bhii dekh liyaa
आप को भी देख लिया آپ کو بھی دیکھ لیا
کچھ اعتبار نہ رہا، کہا کچھ کیا کچھ
BOOKS MATCHES FOR "tap-e-diq"
MORE MATCHES FOR "tap-e-diq"
Ghazal
dil me.n poshiida tap-e-ishq-e-butaa.n rakhte hai.n
aag ham sang kii maanind nihaa.n rakhte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
tap-e-soz-e-daruu.n se martaa huu.n
ishq hai dard-e-laa-davaa ai dost
Raja Girdhari Parsad Baqi
Nazm
ghaalib
aur ye bhii nahii.n ho saktaa ki mai.n pesh karuu.n
be-tap-o-taap-o-paraaganda-o-zuuliida adab
Saeed Arifi
Ghazal
hu.aa mai.n soz-e-tap-e-Gam se jal ke KHaakistar
par is tarah se ki paidaa zaraa dhu.aa.n na hu.aa
Wafa Lakhnavi
Ghazal
vo tap-e-ishq-e-tamannaa hai ki phir suurat-e-sham.a
sho.ala taa-nabz-e-jigar resha-davaanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
soz-e-tap-e-furqat se ye haal hu.aa 'vaasif'
tasviir ke kaaGaz me.n tabKHiir nazar aa.ii
Mohammad Mirza Wasif Rudaulvi
Ghazal
haath rakh kar ik zaraa dekho tap-e-Gam kaa asar
ye tumhaaraa hii jalaayaa dil hai chingaarii nahii.n
Saqib Lakhnavi
Ghazal
nahii.n manzuur tap-e-hijr kaa rusvaa honaa
tere biimaar kaa achchhaa nahii.n achchhaa honaa
Fani Badayuni
Ghazal
aa.nch aa.egii na andar kii zabaa.n tak ai dil
kitnii der aur mirii jaan kahaa.n tak ai dil
Riaz Majeed
Ghazal
kiije bayaa.n suruur-e-tap-e-Gam kahaa.n talak
har muu mire badan pe zabaan-e-sipaas hai
Mirza Ghalib
Ghazal
asar aisaa hai tap-e-Gam me.n davaa kaa ulTaa
nabz dekhe to ho biimaar masiihaa ulTaa
Meer Kallu Arsh
Rubai
suGraa kaa maraz kam na hu.aa darmaa.n se
aaKHir hu.ii biimaar tap-e-hijraa.n se