SEARCH RESULTS
Showing search results for "tap-e-diq"
Ghazal MATCHES FOR "tap-e-diq"
Ghazal
diyaa mariiz-e-mohabbat ko nusKHa-e-tap-e-diq
tujhe ilaaj bhii ai chaaraagar nahii.n aataa
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
dil me.n poshiida tap-e-ishq-e-butaa.n rakhte hai.n
aag ham sang kii maanind nihaa.n rakhte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
jo taab-e-diid milii bhii to kyaa dikhaa.ii diyaa
dilo.n ke biich ajab faasla dikhaa.ii diyaa
Zafar Zaidi
Ghazal
aa.nch aa.egii na andar kii zabaa.n tak ai dil
kitnii der aur mirii jaan kahaa.n tak ai dil
Riaz Majeed
Ghazal
tap-e-soz-e-daruu.n se martaa huu.n
ishq hai dard-e-laa-davaa ai dost
Raja Girdhari Parsad Baqi
Ghazal
har aadmii ne tah-e-dil se dii du.aa tujh ko
tamaam shahr se phir bhii rahaa gila tujh ko
Kamal Jafari
Ghazal
hijr-aasaar thaa ik shahr tah-e-dil na rahaa
aa ga.e tum to ko.ii chaah ke qaabil na rahaa
Saima Zaidi
Ghazal
vo tap-e-ishq-e-tamannaa hai ki phir suurat-e-sham.a
sho.ala taa-nabz-e-jigar resha-davaanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
soz-e-tap-e-furqat se ye haal hu.aa 'vaasif'
tasviir ke kaaGaz me.n tabKHiir nazar aa.ii
Mohammad Mirza Wasif Rudaulvi
Ghazal
uryaa.n haraarat-e-tap-e-furqat se mai.n rahaa
har baar mere jism kii poshaak jal ga.ii
Mirza Raza Barq
Ghazal
Sabiha Sumbul
Ghazal
mere iisaa se mire dard kaa darmaa.n hogaa
sharbat-e-vasl ilaaj-e-tap-e-hijraa.n hogaa
Meer Kallu Arsh
Ghazal
sadme se shab-e-hijr ke jiitaa jo bachaa tuu
biimaar-e-tap-e-hijr tirii umr ba.Dii thii
Shuoor Bilgrami
Ghazal
hu.aa mai.n soz-e-tap-e-Gam se jal ke KHaakistar
par is tarah se ki paidaa zaraa dhu.aa.n na hu.aa
Wafa Lakhnavi
Ghazal
kiije bayaa.n suruur-e-tap-e-Gam kahaa.n talak
har muu mire badan pe zabaan-e-sipaas hai
Mirza Ghalib
Ghazal
'momin' tujhe to vahb hai momin hii vo nahii.n
jo mo'taqid nahii.n tirii tab-e-saliim kaa