SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqaaze"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taqaaze"
Ghazal
taqaaze kyuu.n karuu.n paiham na saaqii
kise yaa.n fikr-e-besh-o-kam nahii.n hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
do ishq
puure kiye sab harf-e-tamannaa ke taqaaze
har dard ko ujyaalaa har ik Gam ko sa.nvaaraa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
haa.e aadaab-e-mohabbat ke taqaaze 'saaGar'
lab hile aur shikaayaat ne dam to.D diyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
badal ga.e hai.n taqaaze mizaaj-e-vaqt ke saath
na vo sharaab na saaqii na ab vo mai-KHaane
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taqaaze"
Sher
tum se ulfat ke taqaaze na nibaahe jaate
varna ham ko bhii tamannaa thii ki chaahe jaate
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tum se ulfat ke taqaaze na nibaahe jaate
varna ham ko bhii tamannaa thii ki chaahe jaate
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
farz-e-supurdagii me.n taqaaze nahii.n hu.e
tere kahaa.n se ho.n ki ham apne nahii.n hu.e
Vipul Kumar
Ghazal
vo lamha bhar kii kahaanii ki umr bhar me.n kahii
abhii to KHud se taqaaze the iKHtisaar ke bhii
Mohsin Naqvi
Sher
vo lamha bhar kii kahaanii ki umr bhar me.n kahii
abhii to KHud se taqaaze the iKHtisaar ke bhii
Mohsin Naqvi
Ghazal
adab ne dil ke taqaaze uThaa.e hai.n kyaa kyaa
havas ne shauq ke pahluu dabaa.e hai.n kyaa kyaa
Yagana Changezi
Nazm
isi do-rahe par
apnii badlii hu.ii nazro.n ke taqaaze na chhupaa
mai.n is andaaz kaa mafhuum samajh saktaa huu.n
Sahir Ludhianvi
Sher
fitrat ke taqaaze kabhii badle nahii.n jaate
KHushbuu hai agar vo to bikharnaa hii pa.Degaa
Ejaz Rahmani
Nazm
bangal
jahaan-e-kohna ke mafluuj falsafa-daano
nizaam-e-nau ke taqaaze savaal karte hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
supurdagii ke taqaaze kahaa.n kahaa.n se pa.Dhuu.n
hunar ke baab me.n paikar tiraa kitaab hu.aa
