SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarke"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tarke"
Sher
ai dost ham ne tark-e-mohabbat ke baavajuud
mahsuus kii hai terii zaruurat kabhii kabhii
Nasir Kazmi
Ghazal
tark-e-ulfat kii qasam bhii ko.ii hotii hai qasam
tuu kabhii yaad to kar bhuulne vaale mujh ko
Qateel Shifai
PAGE MATCHES FOR "tarke"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tarke"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
uzr aane me.n bhii hai aur bulaate bhii nahii.n
baa.is-e-tark-e-mulaaqaat bataate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tark-e-aadat se mujhe niind nahii.n aane kii
kahii.n niichaa na ho ai gor sirhaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
yahii dil thaa ki tarastaa thaa maraasim ke liye
ab yahii tark-e-ta.alluq ke bahaane maa.nge