SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarke"
Nazm MATCHES FOR "tarke"
Nazm
hijr ki rakh aur visal ke phul
tark-e-ulfat ke dasht se chun kar
aashnaa.ii ke maah o saal ke phuul
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kahan jaoge
bevafaa.ii kii gha.Dii, tark-e-madaaraat kaa vaqt
is gha.Dii apne sivaa yaad na aa.egaa ko.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nazr-e-maulana hasrat-mohani
mar jaa.e.nge zaalim kii himaayat na kare.nge
ahraar kabhii tark-e-rivaayat na kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
ai ki teraa murG-e-jaa.n taar-e-nafas me.n hai asiir
ai ki terii ruuh kaa taa.ir qafas me.n hai asiir
Allama Iqbal
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
ho tujh se tark-e-saum-o-salaat-o-zakaat-o-haj
kuchh Dar nahii.n janaab-e-risaalat-panaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
qissa gul-baadshah ka
apne tarke kii banduuq thaame kha.Daa huu.n
tamaashaa-e-ahl-e-karam dekhtaa thaa
Zehra Nigaah
Nazm
tark-e-mohabbat ke baad
Gair kii ho ke bhii tum merii mohabbat chaaho
is ghaTaa-Top a.ndhere me.n ye taare kaise
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
allahabad se
butaan-e-naaz-farmaa se ye kah do
ki ik tark-e-shahaabii aa gayaa hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
main zinda hun
ko.ii chaara nahii.n juz-tark-e-ta.alluq ai dil
ik sadaa aur sahii aaKHirii baar
Obaidullah Aleem
Nazm
main kyun bhul jaun
vo ik duusre se yuu.n hii ruuTh jaanaa
vo tark-e-mohabbat ke ilzaam de kar
Arsh Malsiyani
Nazm
meri patthar aankhen
aaj us des kal is des kaa vaaris hogaa
ham se tarke me.n mile.nge use biimaar daraKHt
Mustafa Zaidi
Nazm
id
jab nahii.n hai aap ko tark-e-ta.alluq kaa KHayaal
aap hii ke qaul se tardiid honii chaahiye
Maikash Akbarabadi
Nazm
tark-e-talluq ke baad
ab chaa.e ThanDii nahii.n hogii
daa.Dhii ab nahii.n ba.Dhegii
Ehtisham Akhtar
Nazm
tark-e-daryuza
ab na phailaau.ngaa mai.n dast-e-savaal
mai.n ne dekhaa hai ki majbuur hai tuu